Namskar dosto aaj me aapko Ribbon Template ko edit or customize karne ke baare me bataunga.
dosto mene dekha hai ki jyadatar logo ne apne blog par ribbon template ko use kiya hua hai.
Dosto mene bhi apni blog par ribbon template hi lagaya hua hai. ribbon template hi 80% logo ki pasand hai to esliye aaj hum Ribbon Blogger template ko customize kaise kare uske bare me jante hai.
Sabse pahle yadi aapne ribbon template abi tak download nhi kiya hai or abi karna chahte hai to aap google par "Ribbon Template" search kar aasani se bilkul free download kar sakte hai.

Ribbon Blogger Template Ko Edit Or Customize Kaise Kare
1. Menu bar kaise edit kare
Sabse pahle Blogger me login kar le or yadi es template ko upload nhi kiya hai to kar le or sath hi backup bhi bna de.
Blogger deshboard open kare or Theme par click kare bad Edit HTML Par click kare
ab aapke samne ek HTML page open hoga jisme aap kahi par bhi click karke CTRL+F dabaye or usme ribbon template ke pahle menu bar ka name likhe exmple Business type kare or enter dabaye. ab aapke samne yellow colour se selected business likha hua dikhega usme aap business ko hta kar koi dusra page ka name dal de or # ko hta kar yha par us page ki link paste kar jiska aapne name likha hai. yadi aap menu ke nich sub menu nhi rakhna chahte to
ye code itna code delete kar de or ab template ko save kar de.Esi tarike se aap sabhi menu ko edit kar sakte hai or apne template ko badiya bana sakte hai.
2.Widget Remove kaise kare
Widget remove karna bahut hi simple hai. yadi koi widget aapko pasand nhi he or aap use hata sakte hai.
sabse pahle blogger deshboard open kare usme Layout par click kare esa karne par aapko right side me kuch widget najar aayenge unme se jis widget ko remove karna uske niche edit par click kare
esa karne par new window open hoga usme Remove par click kare or save kar de.
3. Social Button Kaise Edit Kare
Social button template me hona bahut jaroori hai kyoki social button se hum kisi bhi article ko social media me share kar sakte esa karne se hamare blog par visitor bhi badte hai.
sabse pahle theme par click kare bad Edit HTML Ko open kare ab usme CTRL+F ki madad se <div class='ribbon-social-buttons'> ye code search kare.
ab aap yahi social button use karna chahte he to <a href='https://www.facebook.com/ es code ke aage apna facebook user name dal de or template ko save kar de.
yadi aap kisi social button ko remove karna chahte to <a se lekar </a> tak code ko remove kar de.
example :-
Yadi muje youtube button ko remove karna he to me yah code remove karungaa.
esi tarike se aap kisi social button ko edit or remove kar sakte hai.
4. Ribbon Blogger Template Me Logo Kaise Lagaye
sabse pahle blogger dashboard open kare.
ab layout option par click kare or Headersec layout ke niche Edit button par click kare.
ab Browse par click apni logo file ko select kare. or yadi aap koi title dena chahte he Blog title me likh ya fir khali bhi chod sakte hai. logo placement me Instead of title and description ko select kare or template ko Save kar de.
5. Footer Ko Kaise Edit Kare
Footer Edit karne ke liye blogger dashboard me Theme par click kar Edit HTML Par click kare ab aapke samne HTML page open hoga usme kahi bhi click kar CTRL+F dabaye or usme Design by search kare.
yadi aap screenshot me btaye gaye footer ki tarah apni site ka footer banana chahte hai to muje follaw kare.
Design by search karne par aapko
</a><br/>Design by <a href='https://hindidigitalhelp.blogspot.in/' target='_blank'>Hindidigitalhelp</a>
esa code dikhayi dega jisme aap jaha par meri website ke naam ki jagah apmi site ka naam or jaha mene meri site ka link diya he vha aap apni site ka link dal or template ko save kar le .
Es tarah aap bahut hi aasani se apne blog me Ribbon Template ko Edit or Customize kar sakte hai.
yha par mene sirf ribbon template ko hi edit karne ke baare me btaya he lekin aap esi tarike se kisi bhi Blogger template ko Edit or Customize kar sakte he.
Aapko Template customize karne me koi problem aati hai to aap comment karke puch sakte hai.

Hii
ReplyDeleteSair mene ek naya blog banaya hai. Me us blog ke liye templat coustomige karna cjahta hu lekin mujhe templat coding me kush samaj nahi aa raha hai kya karu? Help me bro..
rakesh ji mene es post me bataya he vesa kro ho jayega.
DeleteRibbon Blogger Template Ko Customize Kaise Kare ~ Hindi Digital Help >>>>> Download Now
Delete>>>>> Download Full
Ribbon Blogger Template Ko Customize Kaise Kare ~ Hindi Digital Help >>>>> Download LINK
>>>>> Download Now
Ribbon Blogger Template Ko Customize Kaise Kare ~ Hindi Digital Help >>>>> Download Full
>>>>> Download LINK MW
Kya app mujhe templat coustomige kardoge plzzz.. HELP ... me
ReplyDeleteaap konsa template use kar rhe ho or usme kya customize karna chahte hai.
Deletekya problem aa rhi he vo btao.
Good article sir ji very helpful
ReplyDeleteThank you
DeleteGood information
ReplyDeletethanx
DeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteit is nice content thanks
ReplyDeleteBlogger Templates Customise Kaise Kare
nice intereactive content
ReplyDeleteBest Guest Post Network
Best Guest Post Network
Best Guest Post Network
https://turestore.blogspot.com/
ReplyDeletehttps://turestore.blogspot.com/
ReplyDeletehttps://turestore.blogspot.com/
ReplyDeletehello sir mai soro ribbon templet use karta hu mare ko post title show google mai karne ke liye code type karna hoga yes / no yes to kaha kary please help
ReplyDelete